
Note - कहानी अभी खत्म नहीं हुई है। अभी कुछ भाग बचे हुए हैं तो मुझे इस भाग पर 20 कमेंट चाहिए।
Edinburgh ka wo aalishaan mansion aaj kisi jannat jaisa lag raha tha. Do saal ki wo zillat aur nafrat ab kisi purani film ki tarah dhundhli ho chuki thi. Mira Khurana aaj 8 mahine ki pregnant thi. Uska pet ab kafi bada, gol aur bhari ho chuka tha, jise wo badi hi nazakat se sambhalti thi.













Write a comment ...